Roman script

sard hawa ka jhonka aaya

mehki mehki khushbu laaya

sard hawa ka jhonka aaya

mehki mehki khushbu laaya

ambar pe baadal chha gaya

baarish ka mahina aa gaya

uff aa uff aa

sard hawa ka jhonka aaya

mehki mehki khushbu laaya

ambar pe baadal chha gaya

baarish ka mahina aa gaya

uff aa uff aa

mast ghata se bund jo barse

dil deewana pyaar mein tarse

mast ghata se bund jo barse

dil deewana pyaar mein tarse

paani ke bauchharon se

ang jale angaaron se

seene se lag jaane de

tan ki pyaas bujhane de

tan ki pyaas bujhane de

sard hawa ka jhonka aaya

mehki mehki khushbu laaya

ambar pe baadal chha gaya

baarish ka mahina aa gaya

uff aa uff aa

ye mausam aur ye angdai

kaun sahe aise mein judaai

ye mausam aur ye angdai

are kaun sahe aise mein judaai

bheege bheege baalon se

paani tapke gaalon se

is madira ko peene de

mad masti mein jeene de

mad masti mein jeene de

sard hawa ka jhonka aaya

mehki mehki khushbu laaya

ambar pe baadal chha gaya

baarish ka mahina aa gaya

uff aa uff aa

Explore this song