Roman script

ghar bhi tha thi diware bhi 

tum se hi ghar ghar kahlaya

tum se hi ghar ghar kahlaya

tum se hi ghar ghar kahlaya

suna mandir tha man mera

bujha deep tha jivan mera

suna mandir tha man mera

bujha dip tha jivan mera

pratima ke pawan charno me

mai deepak bankar muskaya

tum se hi ghar ghar kahlaya

tum se hi ghar ghar kahlaya

dewaley ban gaya suhavan

ma tumse mera ghar aangan

dewaley ban gaya suhavan

ma tumse mera ghar aangan

aanchal ki mamta maya me

payi sukh ki sheetal chhaya

tum se hi ghar ghar kahlaya

tum se hi ghar ghar kahlaya

kaise ho gungaan tumhara

jo kuch hai vardan tumhara

kaise ho gungaan tumhara

jo kuch hai vardan tumhara

tumne hi mere jivan ke 

sapno ko sach kar dikhlaya

tum se hi ghar ghar kahlaya

tum se hi ghar ghar kahlaya

aankhe meri jyoti tumhari 

rah na gayi rahe andhiyari

aankhe meri jyoti tumhari 

rah na gayi rahe andhiyari

rahne do mere mathe per ma 

tumne jo hath badaya

Explore this song