Roman script

tum saz chedo mai geet gau

kahta hai ye mausam

kahta hai ye mausam

khamosh kyu ho madhosh kar do

tum ched do sargum

tum ched do sargum

panchi bhi gayenge sabko sunayenge

teri meri dasta

tujhpe kho jau mai 

mujhme kho jao tum

bhul ke sara jaha

panchi bhi gayenge sabko sunayenge

teri meri dasta

tujhpe kho jau mai 

mujhme kho jao tum

bhul ke sara jaha

ye dil ki bazi mai khel jau

tum muskurado sanam

tum muskurado sanam

khamosh kyu ho madhosh kar do

tum ched do sargum

tum ched do sargum

aankhe churao na hamse chupao na

aisi bhi kya bat hai

hamko to hai yaki

shayad tumhe nahi

janmo ka ye sath

aankhe churao na hamse chupao na

aisi bhi kya bat hai

hamko to hai yaki

shayad tumhe nahi

janmo ka ye sath

ik jan hai hum apni wafa ki kasam

apni wafa ki kasam

khamosh kyu ho madhosh kar do

tum ched do sargum

kahta hai ye mausam

tum ched do sargum

kahta hai ye mausam

Explore this song