Roman script

tum saz chhedo mai git gau

kahta hai ye mausam, kahta hai ye mausam 

khamosh kyu ho, madhosh kar do

tum chhed do sargam, tum chhed do sargam

panchhi bhi gayenge, sabko sunayenge

teri meri dasta

tujhme kho jau mai, mujhme kho jao tum

bhul ke ye sara jahan

panchhi bhi gayenge, sabko sunayenge

teri meri dasta

tujhme kho jau mai 

mujhme kho jao tum

bhul ke ye sara jahan

ye dil ki bazi mai khel jau

tum muskura do sanam, tum muskura do sanam

khamosh kyu ho, madhosh kar do

tum chhed do sargam, tum chhed do sargam

aankhe churao na humse chhupau na

aiis bhi kya bat hai 

humko to yaki shayad tumhe nahi

janmo ka ye sath hai

aankhe churao na humse chhupao na

aisi bhi kya bat hai 

humko to yaki shayad tumhe nahi

janmo ka ye sath hai

hum do badan hai ek jaan hai hum

apni wafa ki kasam, apni wafa ki kasam

khamosh kyu ho, madhosh kar do

tum chhed do sargam, kahta hai ye mausam 

tum chhed do sargam, kahta hai ye mausam

Explore this song