Roman script

tumne mujhko sada jalaya 

tumne mujhko sada jalaya 

ek nirali jhalak dikhake 

saukh jami ki chamak dikhake 

chhupa liya apne chehre ko 

chhupa liya apne chehre ko 

fir najar aaya ghunghat sarkaya

sada jalaya tumne mujhko

mere dil mein aag lagai 

apni deewali khub manaai

mere dil mein aag lagai 

apni deewali khub manaai

main wo jalta hua hu diya hu

main wo jalta hua hu diya hu

jiska ujala tumne churaya

sada jalaya tumne mujhko

tumne to sikha hai jalaya 

tumhe kaha aata hai bujhana 

ye maine jo ? tumne 

aankh milaake dil na milaya

ye maine jo ? tumne 

aankh milaake dil na milaya

aankh milake dil na milaya

sada jalaya tumne mujhko

sada jalaya tumne mujhko

Explore this song