Roman script
kal tak khawabo me aisa tha ab sa mile ho aake tum mere ho socha maine bhi ye na tha par ab jo ye huya hai tum mere ho to aao yu baho me kho jao chupke se ye batao tum mere ho bate aankho hi aankho me ho jati hai yuhi junu tum mere ho dhadkan dil se ye kahti hai dhadkne do mujhe ab tum mere ho to aao yu baho me kho jao chupke se ye batao tum mere ho tere bina phir mera man kahi nahi lagta hai rate gujarti nahi na phir ye din gujarta hai to aao meri sanso me tum samao tum aao suni rato ko tum sulao bolo ha bata do tum hume ab jhuk na ye sakega tum mere ho socha maine bhi ye na tha par ab jo ye huya hai tum mere ho, tum mere ho to aao humse yu mil jao, ke jane ye zamana tum mere ho to aao yu baho me kho jao chupke se ye batao tum mere ho tum mere ho
Song details
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Singer: Kunal Ganjawala
- Film / album: Aao Wish Karein (2009)
- Composer: Ankur Tewari, Mikey McCleary
- Lyricist: Ankur Tewari
- Actor: Aftab Shivdasani
- Actor: Aamna Shariff
- Actor: Johny Lever
- Actor: Riteish Deshmukh
- Actor: Rati Agnihotri
- Actor: Yatin Karyekar
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Suhasini Mulay
singer: Sunidhi Chauhan, Kunal Ganjawala