Roman script

tum jise chaho apna banana

tum jise chaho apna banana

uspe luta do dil ka khajana

uspe luta do dil ka khajana

dil ka khajana

tum jise chaho apna banana

tum jise chaho apna banana

uspe luta do dil ka khajana

uspe luta do dil ka khajana

dil ka khajana

tum na mujhe milte to mai kya karti 

jab tak mai jiti bas tumpe marti 

bas tumpe marti

marna kisi pe raz purana 

jise chaho apna banana

uspe luta do dil ka khajana

uspe luta do dil ka khajana

dil ka khajana

ye mat socho kaise kab kaha mile 

dil mile to samjho dono jaha mile

dono jaha mile 

janta nahi ye kya bat zamana achha

tum jise chaho apna banana

uspe luta do dil ka khajana

uspe luta do dil ka khajana

dil ka khajana

tut na pata aaha kya bat kahi

ek bar ek se hi banta hai nata

zindagi me jo kabhi tut na pata

tut na pata  ek hi manjil ek thikana

jise chaho apna banana

uspe luta do dil ka khajana

uspe luta do dil ka khajana

tum jise chaho apna banana

uspe luta do dil ka khajana

uspe luta do dil ka khajana

hey uspe luta do dil ka khajana

Explore this song