Roman script

duje ki biwi gori lage lage re lage 

apni biwi kali chori ka gud mitha hota 

kah gaye meer ka malik

ke hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla

ke hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla

hath parai aurat ka thamna

acha kam nahi ye bhi nahi koi lal pari

tum bhi koi gulfam nahi

laz kisi ki mat luto kam nahi hai mardo ka

pyar se hum samjhate hai mano kaha humdardo ka 

na karo aisa atyachar bat to jab hai mere yar

tum karo inki rakhwali rakhwali

duje ki biwi gori lage lage re lage 

apni biwi kali chori ka gud mitha hota 

kah gaye meer ka malik

ke hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla

ke hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla

kamjoro pe jor dikhake bhul me itni na rahna

sher ke upar sawa sher hai dunia ka ye hai kahna

roz ki chori ye bhai ek din pakdi jayegi

tum hi bolo bakre ki ma kab tak khair manayegi

hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla

hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla

lao jara chehra to dikhao apna unka or inka

ham na kahe to log kahenge

chor ki dhadi me tinka are kab tak apne logo se 

apna nam chupaoge duje ke kandhe par kab tak

ye banduk chalaoge rakh do ye sab jhola jholi

jhuth ki ye kachi goli

ab nahi hai chalne wali chalne wali

duje ki biwi gori lage lage re lage 

apni biwi kali chori ka gud mitha hota 

kah gaye meer ka malik

hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla

hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla

Explore this song