Roman script

mat ja mat ja royega dil mera dilruba dilruba haye na ja 
haseena jaan aisi bhi kya baat hai 
abhi to ye pehli mulakaat hai 
or tu abhi se hi rone lagi dhone lagi khone lagi jaanejaa
mat ja mat ja royega dil mera dilruba dilruba haye na ja 
na ja na ja na ja na ja 
roti akeli chhod  ke mujhko jata kaha hai o bewafa tu 
laakho janam ka mujhse tha wada isi janam me bhag liya tu 
kaisi wafa kaisa janam kaisa wada 
haseena jaan aisi bhi kya baat hai 
abhi to ye pehli mulakaat hai 
or tu abhi se hi rone lagi dhone lagi khone lagi jaanejaa
mat ja mat ja royega dil mera 
teri anarkali mai hu shehzaade 
bhool gaya kya mujh badnaseeb ko 
kaanto pe aise kaahe ghasite 
shehzada kehke tu mujh gareeb ko 
na ja o dilbar diljaani na ja re na ja 
na ja o dilbar diljaani na ja na ja na ja

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle