Roman script

tum jab bhi yad aaoge tum jab bhi yad aaoge 
ye dil bhar aayega ye aankh chalak jayegi

tumhari khushi me meri khushi
tumhari khushi me meri khushi
tumne hi di mujhe jindagi
sath tumhare hai pyar mera maut bhi chu na payegi
tum jab bhi yad aaoge tum jab bhi yad aaoge 
ye dil bhar aayega ye aankh chalak jayegi
ya ho tumhare sapno ka gaw
ya ho tumhare sapno ka gaw
ya ho tumhari yado ki chaw
paoge hamko uski mod par jispe hum chhod jaoge 
tum jab bhi yad aaoge tum jab bhi yad aaoge 
ye dil bhar aayega ye aankh chalak jayegi
jate hai jo wo aate nahi
jate hai jo wo aate nahi
waqt ki dhara lauti kahi
tab tum meharba hue bhi to kya
jab hum jahan chhod jayenge
tum jab bhi yad aaoge tum jab bhi yad aaoge 
ye dil bhar aayega ye aankh chalak jayegi 
tum jab bhi yad aaoge tum jab bhi yad aaoge 
ye dil bhar aayega ye aankh chalak jayegi

Song details

Song video

Watch on YouTube