Roman script

tum dekh rahe ho, ki mite sare sahare 

bhagwan hamare, bhagwan hamare 

tum dekh rahe ho, ki mite sare sahare 

tum dekh rahe ho, ki mite sare sahare 

bhagwan hamare, bhagwan hamare

har ore se afat ne, hame gher liya hain 

har ore se afat ne, hame gher liya hain 

tumne bhi gajab ye hain, ki muh fer liya hain 

tumne bhi gajab ye hain, ki muh fer liya hain

mana ki bure 

mana ki bure ham hain, magar hain to tumhare 

bhagwan hamare, bhagwan hamare

ab tum hi batao ki tumhe kaise jagaye 

ab tum hi batao ki tumhe kaise jagaye 

aahe bhare ya chhup rahe, ya shish nawaye 

aahe bhare ya chhup rahe, ya shish nawaye 

takdeer ke 

takdeer ke ?

bhagwan hamare, bhagwan hamare

ham tumse kahte hain 

ham tumse kahte hain na tum hamko bulao 

sagar me fanse ham hain, hame dheer bandhao 

sagar me fanse ham hain, hame dheer bandhao 

aisa na ho 

aisa na ho ek roz, dubo de hame ye dhare 

bhagwan hamare, bhagwan hamare 

tum dekh rahe ho, ki mite sare sahare 

bhagwan hamare, bhagwan hamare

Explore this song