Roman script

o mahlo me rahne wale balma balma

o mahlo me rahne wale balma balma

tan ke ujale man kaale

tan ke ujale man kale balma balma

tum kya jano tum kya jano samjho

ham dukhiyo ki bate

din hai tumhare lahne ke

aur sone ki hai raate

ham andhiyare tum ujiyale

ham andhiyare tum ujiyale balma balma

o mahlo me rahne wale balma balma

tan ke ujale man kaale

prit me kimat kya mahlo ki 

sauda nahi ye dhan ka

ek hai raja aur bikhari

sauda hai ye man ka

o matwale naino wale

o matwale naino wale jalima jalima

o mahlo me rahne wale balma balma

o matwale naino wale jalima jalima

Explore this song