Roman script

tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse

majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse

nagin si ye rat andheri baithi hai dil ko gher ke

ruthe jo tum sab chal diye mukh pher ke

tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse

majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse

ye dil tere pyar ki khatir jag se begana ho gaya

ek khwab tha sab lut gaya, sab kho gaya

tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse

majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse

pyase-pyase nain hamare ro-ro ke haare sajana

aatho pahar barse gagan iss angana

tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse

tum bin sajan barse nayan, jab-jab badal barse

majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse

majbur ham majbur tum, dil milne ko tarse

Explore this song