Roman script
tum bin jiwan kaise bita puchho mere dil se puchho mere dil se tum bin jiwan kaise bita puchho mere dil se puchho mere dil se puchho mere dil se puchho mere dil se sawan ke din aaye biti yade laye kaun jhukakar ankhe mujhko pas bithhaye kaisa tha pyara rup tumhara puchho mere dil se puchho mere dil se tum bin jiwan kaise bita puchho mere dil se puchho mere dil se prem kaa sagar hay charo taraf leharaye jitna aage jau gehra hota jaye gam ke bhanwar me kya kya duba puchho mere dil se puchho mere dil se tum bin jiwan kaise bita puchho mere dil se puchho mere dil se jaise jugnu ban me tu chamke ansuwan me ban kar phul khili ho jane kis bagiya me mai apni kismat pe roya puchho mere dil se puchho mere dil se tum bin jiwan kaise bita puchho mere dil se puchho mere dil se
Song details
- Singer: Mukesh
- Film / album: Anita (1967)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan
- Actor: Manoj Kumar
- Actor: Sadhna
- Actor: I S Johar
- Actor: Sajjan
- Actor: Dhumal
- Actor: Indu Shivraj
- Actor: Birbal
- Actor: Helen
- Actor: Chand Usmani
- Actor: Bela Bose
- Actor: Madhumati
- Actor: Mukri
- Actor: Prem Chopra
Song video
actor: Manoj Kumar, Sadhana