Roman script

tujhko mai jaan gayi maan ya na maan wayi wayi

ye to hai aapka ehsan meri jaan wayi wayi

wayi wayi wayi wayi, wayi wayi wayi wayi

chalna sambhal ke raste me dekho acha nahi hai kisi se takrana

milti kaha se tum si hasina, milne ka hota hai koi to bahana

achchi ye aaj huyi jaan pahchan wayi wayi

tujhko mai jaan gayi maan ya na maan wayi wayi

ye to hai aapka ehsan meri jaan wayi wayi

ham to tumhare ho hi chuke hai maano na maano ye marji tumhari 

jo hai tamanna dil me tumhare, ab to tamanna wahi hai hamari

tumpe ye jaan bhi kurban meri jaan wayi wayi

tujhko mai jaan gayi maan ya na maan wayi wayi

ye to hai aapka ehsan meri jaan wayi wayi

tujhko mai jaan gayi maan ya na maan wayi wayi

ye to hai aapka ehsan meri jaan wayi wayi

wayi wayi wayi wayi, wayi wayi wayi wayi

Explore this song