Roman script

tu sabse hasi hai dilruba, dil tere bina hai bekarar

chhodo ji chhodo ye baat humse naa chhedo

kar lu mai kaise etabaar

hum to tere deewaane hai tere bina begaane hai 

humne sune ye gaane hai ye aur kisi ko geet suna 

tu sabse hasi hai dilruba, dil tere bina hai bekarar

chhodo ji chhodo ye baat humse naa chhedo

kar lu mai kaise etabaar

mere chaman ki hai tu bahaar, teri adaa pe jaan nisaar

hum naa karenge koi ikaraar, o baate banaane waale yaar

tu sabse hasi hai dilruba, dil tere bina hai bekarar

chhodo ji chhodo ye baat humse naa chhedo

kar lu mai kaise etabaar

dono jahaa ke maali, is aashiyaa ke maali

kaayam rahe ye ghadiya yahi ek sawaal hai

yahi ek pukaar hai 

tu sabse hasi hai dilruba, dil tere bina hai bekarar

chhodo ji chhodo ye baat humse naa chhedo

kar lu mai kaise etabaar

tu sabse hasi hai dilruba, kar lu mai kaise etabaar

Explore this song