Roman script

tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega

dur tak tanhaiyo ka, dur tak tanhaiyo ka

silasila rah jayega , tu nahi to 

dard ki sari tahe aur sare guzare hadase

sab dhuan ho jayege ek vaqiya reh jayega 

tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega  

tu nahi to 

yu bhi hoga vo mujhe dil se bhula dega magar

ye bhi hoga khud usi mai ek khala rah jayega 

tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega 

tu nahi to 

dayare inkar ke ikarar ki sarghoshiya

dayare inkar ke ikarar ki sarghoshiya

ye agar tute kabhi to fasala rah jayega

tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega

tu nahi to

Explore this song