Roman script

tu kar de najar se mastana

tu kar de najar se mastana

tu kar de najar se mastana

may chiz hai kya maykhana kya

tu ek najar se dekh to le

fir jina kya mar jana kya

tu kar de najar se mastana

ye kaisi jawani aayi hai

dekhe to kayamat jhuk jaye

ye kaisi jawani aayi hai

dekhe to kayamat jhuk jaye

tu hai mai hu tanhayi hai

ab waqt se kahdo ruk jaye

ab waqt se kahdo ruk jaye

ye hosh ki sari bate hai

ye hosh ki sari bate hai

samjhe ga kya diwana kya

tu ek najar se dekh to le

fir jina kya mar jana kya

tu kar de najar se mastana

palko me chupa ke tujhko sajan

kho jau chand sitaro me

palko me chupa ke tujhko sajan

kho jau chand sitaro me

tere hi liye gulshan-gulshan 

khilte hai phul baharo me

khilte hai phul baharo me

jab sathi tujhsa mil jaye

jab sathi tujhsa mil jaye

fir gulshan kya virana kya

tu ek najar se dekh to le

fir jina kya mar jana kya

tu kar de najar se mastana

may chiz hai kya maykhana kya

Explore this song