Roman script

tu ishq se dar bemaut na mar ke 

ye dard wo dard hai jiski ki koi dava hi nahi

ye wo jadu hai jiska mara hua

mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi

tu ishq se dar bemaut na mar ke 

ye dard wo dard hai jiski ki koi dava hi nahi

ye wo jadu hai jiska mara hua

mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi

nahi koi dillagi dekho dil ka lagana 

dil ka lagana ho dil ka lagana

dil dekar meri jaa pade pachhtana

pade pachhtana, pade pachhtana

har majnu aankh lada ke hua diwana

hua diwana, hua diwana

jal bhun kar khakh hua khakh hua 

har ek parwana

jal bhun kar khakh hua khakh hua 

har ek parwana

tu ishq se dar bemaut na mar ke 

ye dard wo dard hai jiski ki koi dava hi nahi

ye wo jadu hai jiska mara hua

mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi

kar hath nishani khwaab biyabano ki

biyabano ki, biyabano ki

ujdi rahi duniya phir bhi armano ki 

ho armano ki, ho armano ki

us hir ko ranjh mila nahi ranjha lekar

kis soni ne sukh paya hai dil dekar

haye dil dekar 

tu ishq se dar bemaut na mar ke 

ye dard wo dard hai jiski ki koi dava hi nahi

ye wo jadu hai jiska mara hua

mara hua koi aaj talak to jiya hi nahi

Explore this song