Roman script

tu hi mera chanda tu hi tara 

tu na ho jag me ho andhiyara 

tumse hi mujhme hai jivan

chahe majdhar me naiya ho

karu main kya tum jo khivaiya ho 

chahe majdhar me naiya ho

karu main kya tum jo khivaiya ho 

jivan ke is madhuban me 

tumhi mere chhote se kanhiya ho

tu hi mera chanda tu hi tara 

tu na ho to jag me ho andhiyara 

tu na ho to mati hai mera jiwan

tu ho to mati ban jaye kanchan

tu na ho to mati hai mera jiwan

tu ho to mati ban jaye kanchan

tumhe pake mera bhola sa ye bachpan

mahke hai yu jaise chandan

tu hi mera chanda tu hi mera tara 

tu na ho to jag me ho andhiyara 

janam janam ka ye pyara bandhan 

tut na jaye ghabraye mera man 

tu hi mera chanda tu hi  tara 

tu na ho to jag me ho andhiyara

Explore this song