Roman script

tu hai harjai to apna bhi yahi taur sahi

tu nahi aur sahi, aur nahi aur sahi

tu nahi aur sahi, aur nahi aur sahi

tu hai harajai to apna bhi yahi aur sahi

tu nahi aur sahi, aur nahi aur sahi

tu nahi aur sahi

badi lambi hai zami, milenge laakh hasi

badi lambi hai zami, milenge laakh hasi

sari duniya me sanam tu akela hi nahi

sari duniya me sanam tu akela hi nahi

jaam aankho ke bahut hai, kahi ek daur sahi

tu nahi aur sahi, aur nahi aur sahi

tu nahi aur sahi

mujhse tu aankh mila, kya kami hai ye bata

mujhse tu aankh mila, kya kami hai ye bata

tujh pe umid-e-vafa ban gai ek khata

tujh pe umid-e-vafa ban gai ek khata

pyar auro ka salamat hai, tera jaur sahi

tu nahi aur sahi, aur nahi aur sahi

tu nahi aur sahi, tu nahi aur sahi

Explore this song