Roman script

dar kya hai tufan ka leke nam bhagwan ka

danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka

aalsi insan ka jina hai

kis kam ka danw lagade jaan ka

tu danw lagade jaan ka

sacha hai saput to julmo ko thokar mar de

nyay ki khatir tu apna sir utar de

apna sir utar de moka hai blidan ka 

tere imtihan ka danw lagade jaan ka

danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka

dar kya hai tufan ka leke nam bagwan ka

danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka

dushmano se aaj adhikar tu badke chhin le

adhikar tu badhke chhin le

jalimo ke hath se talwar badke chhin le

talwar badke chhin le tod de muh se pan ka

anyay abhiman ka danw lagade jaan ka

danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka

dar kya hai tufan ka leke nam bagwan ka

danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka

tham le jo maut ko usko bhi tu lalkar de

aajadi ki rah par tu jaan apni har de

achha hai insan ka jina marna shan ka

danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka

dar kya hai tufan ka leke nam bagwan ka 

danw lagade jaan ka tu danw lagade jaan ka

Explore this song