Roman script

ye sajna balma tore sang prit hamari

tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori

balam nam ki odhe chunariya 

ghumu ban ban prem dagariya

ab ghar aaja jhalak dikha ja rahiya taku main tori

sawan ke jhule ambawa ki deriya panghat ka pani

yad dilaye bisari bate birah mein bahi main divani

karvat le bite ratiya mori

tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori

balam nam ki odhe chunariya 

ghumu ban ban prem dagariya

ab ghar aaja jhalak dikha ja rahiya taku main tori

tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori

gili bunde le angdayi tute badal kare

gili bunde le angdayi tute badal kare

jitne aansu the ankhiya mein khatam huye ab sare

rahiya taku har ratiya tori

tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori

balam naam ki odhe chunariya 

ghumu ban ban prem dagariya

ab ghar aaja jhalak dikha ja rahiya taku main tori

tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori 

tore sang prit ki dori bandh gayi jab se mori

Explore this song