Roman script

kab aaye kab jaye kaha thehre kya khaye 

hai pyar to musafir marzi se aye jaye 

naraz hota hai ukta jata hai 

kaun jane kiski bato me aata hai 

bas uthta hai chala jata hai 

kitna koi roke kitna samjhaye 

hai pyar to musafir marzi se aye jaye 

kab aaye kab jaye kaha thehre kya khaye 

hai pyar to musafir marzi se aye jaye 

naraz hota hai ukta jata hai 

kaun jane kiski bato me aata hai 

bas uthta hai chala jata hai 

kitna koi roke kitna samjhaye 

hai pyar to musafir marzi se aye jaye 

kabhi umar bahr intezar karvaye 

kabhi darwaze pe khada muskuraye 

gali gali sehar sehar tahalta rahta hai 

na kuch sunta hai na kuch kahta hai 

fir bhi baitha hai sab aas lagaye 

kya pata kab iski rah me aa jaye 

hai pyar to musafir marzi se aye jaye 

na rupya na paisa jo koi kamaye 

na shrat na pani jo koi bahaye 

na dhoop na batti jo koi jalaye 

na rekha na kundali jo koi padhaye 

na mandir na mizjid jo koi banaye 

man se hi nikle aur man me hi samaye 

hai pyar to musafir marzi se aye jaye 

hai pyar to musafir marzi se aye jaye 

hai pyar to musafir marzi se aye jaye

Explore this song