Roman script

badalo ka chupke se aana 

badalo ka chupke se jana 

badalo ka chupke se aana 

ke badalo ka chupke se jana 

dharti ye pyasi tarse 

barse ye kyun na barse

dharti ye pyasi tarse 

barse ye kyun na barse

ghan ghabra badra barso to jara 

badalo ka chupke se aana 

badalo ka chupke se jana 

ho bundo ke ghungharu bandhe aaja re savan

malhar gaye koyal nache mor van van 

han bundo ke ghungharu bandhe aaja re savan

malhar gaye koyal nache mor van van 

chham chham se aana madhuban mahkana

roop ke mukhde se ghunghat sarkana

ghan ghabra badra barso to jara 

badalo ka chupke se aana 

badalo ka chupke se jana 

han sun ae pavan tu hai bada bedardi

kahe na laye badara kyun der kar di 

han han sun ae pavan tu hai bada bedardi

kahe na laye badara kyun der kar di 

jara pyar se jao badal ko bulao

badal se kahana aise na satao

papihe ki pihu pihu gunje to jara 

badalo ka chupke se aana 

badalo ka chupke se jana

Explore this song