Roman script

tham lo kaleja tham lo kaleja sab apna apna

rahi aaya hai jhumta jhamta tham lo kaleja sab apna apna

rahi aaya hai jhumta jhamta laya hai ulfat ka rangin sapna

rahi aaya hai jhumta jhamta tham lo kaleja

aazad panchhi masti me ghumu

muh bdaliyo ka uad uad ke chumu

aazad panchhi masti me ghumu

muh bdaliyo ka uad uad ke chumu

payal ki aawaz sun sun ke jhumu

payal ki aawaz sun sun ke jhumu

tham lo kaleja o o tham lo kaleja sab apna apna

rahi aaya hai jhumta jhamta laya hai ulfat ka rangin sapna

rahi aaya hai jhumta jhamta tham lo kaleja

dil bijliyo ke maine uchhale aur aandhiyo ke arma nikale

himmat hai jiski nazar to mila le  himmat hai jiski nazar to mila le 

tham lo kaleja o o tham lo kaleja sab apna apna

rahi aaya hai jhumta jhamta laya hai ulfat ka rangin sapna

rahi aaya hai jhumta jhamta tham lo kaleja

Explore this song