Roman script

tahar ja tahar ja tahar ja

jhuth bolne wale jhuth bolne wale

tahar ja tahar ja

bach ke kidhar tu jayega

tu kab tak jhuth chhupayega

bach ke kidhar tu jayega

tu kab tak jhuth chhupayega

jhuth bol kar baniya dekho

ek ka do bnaata hai

jhuth bol kar baniya dekho

ek ka do bnata hai

nahi sharm hai uase kisi ki

nahi sharm hai uase kisi ki

nahi police se ghabrata hai

din dahaade thagata sabko

din dahaade thagata sabko

jhuthi kasme khata hai 

lambi chaudi baat bna kar

wo to khub kmaata hai

phir ek din aisa aata hai

ye joda dhan rah jata hai

phir ek din aisa aata hai

ye joda dhan rah jata hai

uase sipahi maut ka aakar 

uase sipahi maut ka aakar 

haath pakad le jata hai 

haath pakad le jata hai 

aankh pakad le jata hai

aankh pakad le jata hai

aankh khol kar dekh le jhuthe

aankh khol kar dekh le jhuthe

jhuth bol kya payega

jhuth bol kya payega

bach kar kidhar tu jayega 

tu kab tak jhuth chhupayega

bach kar kidhar tu jayega

tu kab tak jhuth chhupayega

Explore this song