Roman script

apne maalik ke isharo ko samjhne wala

tha hawaoo se bhut tej wo chalne wala

tha nadi nalo me bekhaaf utarne wala

teer talwar na bhalo se wo darne wala

yaad hai yaad hai 

yaad hai aaj bhi kurbaniya chetak ki hume

dil me jinda hai sada wo nahi marne wala

dil me jinda hai sada wo nahi marne wala

Explore this song