Roman script

meri jaan mujhko gale se lagale

teri bahon me mujhko aab to panah de

teri chahaton ki wafa ye hai mujhpe sanam

dil ki namazo me tujhko aata karun

teri mohabbat me khud ko fanah karun

tere labo pe hai thahra mera jo waham

ishq me jaruri nahi bate ye adhuri sahi

tujhko hi to mana hai khuda har lamha bas teri aarzu

hai mujhko janejana tujhme hi bas paya hai khuda

ishq me jaruri nahi bate ye adhuri sahi

tujhko hi to mana hai khuda har lamha bas teri aarzu

hai mujhko janejana tujhme hi bas paya hai khuda

tu jo mila to khuda mil gaya

tu jo mila to jahan mil gaya

tumne na jana meri dil-lagi ko sanam ha

tujhse juri har wafa mil gayi

chehre ki khoyi hansi mil gayi

tumne na jana meri bebasi ko sanam ha

ishq me jaruri nahi bate ye adhuri sahi

tujhko hi to mana hai khuda har lamha bas teri aarzu

hai mujhko janejana tujhme hi bas paya hai khuda

ishq me jaruri nahi bate ye adhuri sahi

tujhko hi to mana hai khuda har lamha bas teri aarzu

hai mujhko janejana tujhme hi bas paya hai khuda

tu hai tamanna tu hi aarzu

tujhse hoon main aur mujhse hai tu

tune hi mujhko diya hai naya ye janam ha

badal sa teri hawa me chalun

saason me teri mai zinda rahun

tere bina jina sochun to nikle hai dum ha

ishq me jaruri nahi bate ye adhuri sahi

tujhko hi to mana hai khuda har lamha bas teri aarzu

hai mujhko janejana tujhme hi bas paya hai khuda

ishq me jaruri nahi bate ye adhuri sahi

tujhko hi to mana hai khuda har lamha bas teri aarzu

hai mujhko janejana tujhme hi bas paya hai khudaa

Explore this song