Roman script

dard ka pata hi naa raha, gum hua main tujhme is tarah

dard ka pata hi naa raha, gum hua main tujhme is tarah 

aankhe apni jab main band karu

aankhe apni jab main band karu, bas tujhe hi dekhta raha 

dard ka pata hi naa raha, gum hua main tujhme is tarah

dard ka pata hi naa raha, gum hua main tujhme is tarah

hasrato ka kya, jo nahi mila 

hasrato ka kya, jo nahi mila 

harf ki tarah mai jise padha, main jise padha 

waqt jaane kab gujar gaya

dar badar main dhundhata raha 

ho ab talak mera, kyu naa wo hua 

ab talak mera, kyu naa wo hua 

jisko paane ki maangi hai dua, maangi hai dua 

rab mera tu kyun khafa hua, aisi mujhse kya huyi khafa

aankhe apni jab main band karu

aankhe apni jab main band karu, bas tujhe hi dekhta raha

Explore this song