Roman script

ek ishara haa isharahi hi 

ek ishara hi agar tune 

kiya hota to ek ishara hi 

aagar tune kiya hota to 

ham thahar jate tere dil  

me umar bhar ke liae 

tune agar jaan liya hota 

sathi es dil kA phir yar 

leta tumhai dil ke ham saphar

ke liae ek ishara ha ishara hi

aaj rangin phijaae  hai  dil 

ke chaaro tarph  dil ke bhitar 

magar ye jaan kya andhera hai 

sara aalam  sajaa ke rakha hai 

khusiya se gamki har saam dhali 

hai kal naya savera hai kaas hatho 

me hath aaj hath tera hota to 

kaas hatho 

me hath aaj hath tera hota to 

ham bitaa lete hasin sham or sahar 

ke liye ek ishara ha ishara hi 

ke liye ek ishara ha ishara hi 

aesa lagata hai ki jo chaha use  

paya hai phir kya hai ki jo

aahsaas kami deta hai dil ke  

nagmo me ye nami deta hai 

dil ki khusiyo me  kash tu bhi

muskura leta maph kar detaa 

tujhe tere har kahar ke liye ek 

ishara  ha ishara hi 

ishara  ha ishara hi

Explore this song