Roman script

aaj behna ki shadi hai  aaj behna ki shadi hai jhumo nacho gaao 

dholak bajao tak dhina dhin tumka lagao tak dhina dhin

khushiyao ka din hai khushiya manao taaliya bajaker thumka lagao 

aaj behna ki shadi hai  aaj behna ki shadi hai jhumo nacho gaao 

kano me jhumka maathe par jhumar ban thn kar baethi hai dulhan 

dekhegi humko kahye ko wo ab saaiya padaare hai aangan

aankhiya jhuka ke aankhiya jhuka ke yu na laajo aaj

aaj behna ki shadi hai  aaj behna ki shadi hai jhumo nacho gaao

are dulha se khae do rani humari hai paanch yaaro ka sapna 

sopi hai humne duolat ye aapni tumko samjh kar aapna 

are chahaato se isko are chahato se isko aapna banao

aaj behna ki shadi hai  aaj behna ki shadi hai jhumo nacho gaao

lekar bidaai bankar parai jayegi sajan ke duaare 

aankho se hogi ojhal tu lakin dil me rahegi humare 

aasuo ko peekar aasuo ko peekar sabko hanso

aaj behna ki shadi hai  aaj behna ki shadi hai jhumo nacho gaao

Explore this song