Roman script

tere hi naam ki dekh sanwariya

odh li maine laal chunariya

tere hi naam ki dekh sanwariya

maang meri sindur ko tarse

chitwan tarse bindiya ko

hath mere mehandi ko tarse

naina tarse nindiya ko

naina tarse nindiya ko

ab to aaja, ghir ghir aayi

sawan ki ye pahli badariya

tere hi naam ki dekh sanwariya

odh li maine laal chunariya

tere hi naam ki dekh sanwariya

Explore this song