Roman script

teri duniya se jate hai 
chhupaye dil me gam apna
liye jate hai aankho me
kisi se pyar ka sapna
teri duniya se jate hai 
chhupaye dil me gam apna
kagze dil pe kabhi humne 
milke gaye the jo nagme
kagze dil pe kabhi humne 
milke gaye the jo nagme
unhe tum bhul hi jana
hume bhi yaad mat karna
teri duniya se jate hai 
chhupaye dil me gam apna
gam ke tufan ka saya
har ghadi tha sar pe chhaya
gam ke tufan ka saya
har ghadi tha sar pe chhaya
kaise mumkin tha aise me
shama aye pyar ka jalna
teri duniya se jate hai 
chhupaye dil me gam apna
teri duniya se jate hai

Song details

Song video

Watch on YouTube