Roman script

ho tere liye pyar ki bahar leke aa gyi 

tere liye pyar ki bahar le ke aa gyi 

chadti jawani ka khumar le ke aa gyi 

aa meri baho me aa ja sajna aa jana 

tere liye pyar ki bahar le ke aa gyi 

chadti jawani ka khumar le ke aa gyi 

aa meri baho me aa ja sajna aa jana 

aankho ka jaam zulfo ki sham 

hai tere naam aa jana

nas nas me pyas jalti hai sans 

aa mere pass aa jana 

tu mera mai teri ab kahe ki hai deri 

dil bekarar hai mere yaar ho jaye pyar sajna 

aa meri baho me aa ja sajna aa jana 

mere liye pyar hai pooja sanam 

chaungi tujhko janam janam 

sajan jaha ho tere kadam 

swarg waha hai teri kasam 

sun man ki baat din ho ya raat 

chute na sath sajna

aa meri baho me aa ja sajna aa jana 

tere liye pyar ki bahar le ke aa gyi 

chadti jawani ka khumar le ke aa gyi 

aa meri baho me aa ja sajna aa jana 

jhilmil hai tare mausam jawa re 

man ye pukare aa jana 

dil ki dagar hai kahe ka dar hai 

jata kidhar hai aa jana 

pyar ka le maza cha raha hai ab nasha 

naino ko jod tanha na chhod 

yu dil na tod sajna 

aa meri baho me aa ja sajna aa jana 

tere liye pyar ki bahar le ke aa gyi 

chadti jawani ka khumar le ke aa gyi 

aa meri baho me aa ja sajna aa jana

Explore this song