Roman script

le deke mugaddar mein tufan ka sahara hai 

le deke mugaddar mein tufan ka sahara ha

tuti huyi kashti hai, aur dur kinara hai

le deke mugaddar mein tufan kaa sahara hai

kyu gum se pareshan ho, wo gum bhi hame de do 

kyu gum se pareshan ho, wo gum bhi hame de do

wo gum bhi hame de do

jo bhog tumhara hai wo roj hamara hai

tuti huyi kashti hai aur dur kinara hai

le deke mugaddar me tufan kaa sahara hai

achchha hi kiya tumne, muh pher liya hamse 

achchha hi kiya tumne, muh pher liya hamse

muh pher liya hamse

kuchh din se hamara bhi gardish me sitara hai

tutee huyi kashti hai aur dur kinara hai

le deke mugaddar mein tufan kaa sahara hai

magrur wafa teri, barhum hai aana meri 

magrur wafa teri, barhum hai aana meri 

barhum hai ana meri

shayad ye hawa jiske aane ka ishara hai

tuti huyi kashti hai, aur dur kinara hai

le deke mugaddar me tufan ka sahara hai

ham mehal junu thehare sehara mein bhatak lete 

ham mehal junu thehare sehara mein bhatak lete

sehara mein bhatak lete

aawaj hame de kar kyu tumne pukar hai

tuti huyi kashti hai aur dur kinara hai

le deke mugaddar mein tufan kaa sahara hai 

le deke mugaddar mein tufan kaa sahara hai

Explore this song