Roman script

are na na na 

are na na na na mere beimaan balma

koi tum se sikhe najare badlana

main hun wahi mera jalwa wahi

dekh liya aaj tumne kaun sa khajana

are na na na na mere beimaan balma

koi tum se sikhe najare badlana

main hun wahi mera jalwa wahi

dekh liya aaj tumne kaun sa khajana

are na na na na mere beimaan balma

lachakte machalte ye andaj hai 

aapke badle badle se jajbat hai 

lachakte machalte ye andaj hai 

aapke badle badle se jajbat hai 

khidmat me laai hun hujur 

pyar ka dilkash ye najrana

are na na na na mere beimaan balma

koi tum se sikhe najare badlana

main hun wahi mera jalwa wahi

dekh liya aaj tumne kaun sa khajana

are na na na na mere beimaan balma

mera pyar tumne to thukura diya

khilona samjh kar dil tukade kiya

mera pyar tumne to thukura diya

khilona samjh kar dil tukade kiya

aitbar tujhpe kaise karu

mohabbat ko tumne tamasha hai jana 

are na na na na mere beimaan balma

koi tum se sikhe najare badlana

main hun wahi mera jalwa wahi

dekh liya aaj tumne kaun sa khajana

are na na na na mere beimaan balma

wafao ka badla jafa to nahi

jindagani kahi bewafa to nahi

wafao ka badla jafa to nahi

jindagani kahi bewafa to nahi

kahi pe nigahe kahi pe nishana

nahi bas me tere ye kasme nibhana

are na na na na mere beimaan balma

koi tum se sikhe najare badlana

main hun wahi mera jalwa wahi

dekh liya aaj tumne kaun sa khajana

are na na na na mere beimaan balma

Explore this song