Roman script
tere liye, ham hai jiye, hontho ko siye tere liye, ham hai jiye, har aansu piye dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye tere liye, tere liye tere liye, ham hai jiye, har aansu piye tere liye, ham hai jiye, hontho ko siye dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye tere liye, tere liye zindagi, le ke aayi hai, bite dino ki kitab zindagi, le ke aayi hai, bite dino ki kitab ghere hai ab hame, yaade behisab bin puchhe mile mujhe, kitne sare jawab chaha tha kya, paya hai kya, hamne dekhiye dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye tere liye, tere liye kya kahu, duniya ne kiya, mujh se kaisa bair kya kahu, duniya ne kiya, mujh se kaisa bair hukam tha, mai jiyu, lekin tere bager nadan hai wo, kehte hai jo, mere liye tum ho gair kitne sitam, ham pe sanam, logo ne kiye dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye tere liye, tere liye tere liye, ham hai jiye, hontho ko siye tere liye, ham hai jiye, har aansu piye dil mai magar, jalte rahe, chahat ke diye tere liye, tere liye, tere liye, tere liye tere liye, tere liye lyrics typed by : ruchita parab
Song details
- Singer: Roop Kumar Rathod
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Veer Zaara (2004)
- Composer: Madan Mohan
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Hema Malini
- Actor: Shahrukh Khan
- Actor: Preity Zinta
- Actor: Rani Mukherjee
- Actor: Manoj Bajpai
- Actor: Divya Dutta
- Actor: Akhilendra Mishra
- Actor: Kirron Kher
- Actor: Boman Irani
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Zohra Sehgal
- Actor: Tom Alter
- Actor: Gurdas Mann
- Actor: S. M. Zaheer
- Actor: Rushad Rana
Song video
singer: Roop Kumar Rathod, Lata Mangeshkar
actor: Shahrukh Khan, Preity Zinta