Roman script

tere labo ke mukaabil, gulaab kya hoga

tere labo ke mukaabil, gulaab kya hoga

tu lajawab hai, tera jawab kya hoga

tere labo ke mukaabil

teri ada pe fida ham to kya, zamana hai

teri ada pe fida ham to kya, zamana hai

nisaar tujhpe mere dil ka ye khazana hai

tere shabab se badh kar, shabab kya hoga

tere shabab se badh kar, shabab kya hoga

tere labo ke mukaabil

tu muskuraye to, jaati bahaar aa jaaye

tu muskuraye to, jaati bahaar aa jaaye

dil-e-bimaar ko phir se qaraar aa jaaye

tere karam ka kisi se, hisaab kya hoga

tere karam ka kisi se, hisaab kya hoga

tere labo ke mukaabil

Explore this song