Roman script

o tere kheto ki rakhwali ab mai naiyo jana

o tere kheto ki rakhwali ab mai naiyo jana

kyu naiyo jana mai naiyo jana kyu naiyo jana

o mere khet pukare tujhko mosam hai suhana

mai naiyo jana kyu naiyo jana

be mai naiyo jana kyu naiyo jana

tere kheto me o rasiya o ho o

tere kheto me o rasiya ghutne ghutne pani

o ghutne ghutne pani

masti me aakar mere kahi dub na jaye jawani 

dub na jaye jawani agar fisal gaya mera pav

kya kahe zamana mai naiyo jana 

mai naiyo jana kyu naiyo jana

be mai naiyo jana kyu naiyo jana

meri dharti ki haryali mere fasal ki tu hai jawani

fasal ki tu hai jawani

tere kadmo ko chumega mere khet ka pyasa pani

khet ka pyasa pani teri rah dekhti rahe tujhe lekar jana

mai naiyo jana kyu naiyo jana

be mai naiyo jana kyu naiyo jana

mere aankho me pad jaye aankho me pad jaye

galo pe bah gaya kajal to rang kala ho jaye

rang kala ho jaye meri utr gayi jo surfi ban jaye fasana

mai naiyo jana kyu naiyo jana

be mai naiyo jana kyu naiyo jana

ari mar fasane ko goli tu mil ja apne beli se

mil ja apne beli se bambai ki mai surkhi lau

aur surma lau bareli se surma lau bareli se  

aa dal baho me bahe chal chhod  bahana

mai naiyo jana kyu naiyo jana

be mai naiyo jana kyu naiyo jana

mere khet pukare tujhko mosam hai suhana

aaja kheto ki rani o o oye

aaja kheto ki rani ab tod na mere sapne

tod na mere sapne chal dunga chhod ke gav

mai khet bechkar apne khet bechkar apne  

kheto ko aag laga de agar tu nahiyo jana

mai naiyo jana kyu naiyo jana

be mai naiyo jana kyu naiyo jana

itni si bat pe rutha ja dekha tera pyar dekha tera pyar

sab kuch tere kadmo pe kar dungi aaj nyochhavar

kar dungi aaj nyochhavar

teri marazi jaha bhi le chal mera wahi thikana

sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana

sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana

sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana

sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana

chal phir jana chal phir jana chal phir jana chal phir jana

Explore this song