Roman script

tere jalwe ab mujhe harsu najar aane lage 

kash ye bhi ho ke mujhme tu najar aane lage 

ibtada ye thi ke dekhi thi khushi ki ek jhalak 

intaha ye hain ke gam harsu najar aane lage 
kash ye bhi ho ke mujhme tu najar aane lage 
tere jalwe ab mujhe harsu najar aane lage 
bekarari badhte badhte dil ki fitrat ban gayi 

shayad ab taskin ka pahlu najar aane lage 
tere jalwe ab mujhe harsu najar aane lage 
kash ye bhi ho ke mujhme tu najar aane lage 
khatam karde ae saba ab sham-e-gam ki daasta 

dekh un aankho me bhi aansu najar aane lage 
tere jalwe ab mujhe harsu najar aane lage 
kash ye bhi ho ke mujhme tu najar aane lage

Song details

Song video

Watch on YouTube