Roman script

tere hotho ke pyale se jo chalke
tere hotho ke pyale se jo chalke
o gori pyase hai hum to us jal ke pyase
pyase hai hum to us jal ke 
dekhne wale hame dekhe na jal ke
dekhne wale hame dekhe na jal ke
ho piya karna ye bate ghar chalke karna
karna ye bate ghar chalke 
kab tak aakhir kab tak intzar ki 
agni ne mujhko jalana hai
jab tak mera jab tak bas chale piya
hath te nahi aana hai o sangdil thoda raham kar
are are kuch to sharam kar
bahane chhod gori aaj ke kal ke
bahane chhod gori aaj ke kal ke
ho piya karna ye bate ghar chalke karna
karna ye bate ghar chalke 
saiya tu hai mera pyara pinjara
maina hu mai pinjare ki hai ye sari bate kahne bar ki
had nahi tere nakhre ki tune mere par kat dale
irade fir kyu udne wale jawa hone de jara pyas machal ke
tere hotho ke pyale se jo chalke
o gori pyase hai hum to us jal ke pyase
dekhne wale hame dekhe na jal ke
ho piya karna ye bate ghar chalke karna
karna ye bate ghar chalke 
pyase pyase hai hum to us jal ke 
karna karna ye bate ghar chalke

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Yesudas