Roman script

tera kisi se pyar tha tu wo zamana bhul ja

tera kisi se pyar tha tu wo zamana bhul ja

gujri hui ye bat hai ab ye fasana bhul ja

gujri hui ye bat hai ab ye fasana bhul ja

tera kisi se pyar tha tu wo zamana bhul ja

milke jo tu bichhad gaya

milke jo tu bichhad gaya

dil ka chaman ujad gaya

dil ka chaman ujad gaya

ruthi hui bahar ka laut ke aana bhul ja

ruthi hui bahar ka laut ke aana bhul ja

roti hui jawaniya roti hui jawaniya

kahti hai ye kahaniya kahti hai ye kahaniya

jalna tha dil ka aashiya

ab bujhana bhul ja

jalna tha dil ka aashiya

ab bujhana bhul ja

badle me tere pyar ke gam ko gale laga liya

badle me tere pyar ke gam ko gale laga liya

tu aasu bahana bhul ja gam ko gale laga ke

tu aasu bahana bhul ja tere kisi se pyar tha

tu wo zamana bhul ja

Explore this song