Roman script

tera ishk hai meri jindagi tera husn hai meri shayri

tera ishk hai meri jindagi tera husn hai meri shayri

jo tarashi maine khyal me unhi jannto ki hai tu pari 

unhi jannato ki hai tu pari

tu mila mujhe to sahar mili meri jinagi se najar mili

tu mila mujhe to sahar mili meri jinagi se najar mili

jaha dhadkano ko karar hai ye wo anjuman hai 

bahar ki ye wo anjuman hai bahar ki

tu karib aa tujhe chum lu teri har ada me hai dilbari

teri har ada me hai dilbari

yahi fasle gul yahi sham ho yahi do dilo ka payam ho

mere hoth ho tera jam ho

rahe umar bhar yahi bekhudi rahe umar bhar yahi bekhudi

tuhi aayina hai jamal ka tuhi bakpan hai khyal ka

tu rubaiyo ki ada se bhi tu hi tu hai jane musabbari

kabhi tu hai jane musabbari tera ishk hai meri jindagi

tera husn hai meri sayri jo tarashi maine khyal me

unhi jannto ki hai tu pari unhi jannato ki hai tu pari

Explore this song