Roman script

teer laga teer haye kya karu

lut gayi takdir haye kya karu

teer laga teer haye kya karu

lut gayi takdir haye kya karu

hushn unka dekh kar ho gya jakhmi jigar

hushn unka dekh kar ho gya jakhmi jigar

dil me taswir haye kya karu

lut gayi takdir haye kya karu

dil me taswir haye kya karu

lut gayi takdir haye kya karu

pas aakar chal diya dil ko chura kar chal diya

pas aakar chal diya dil ko chura kar chal diya

koi tha bedardi main kya karu

lut gayi takdir haye kya karu

koi tha bedardi main kya karu

lut gayi takdir haye kya karu

mera sab kuch kho gaya dil bhi unka ho gya

mera sab kuch kho gaya dil bhi unka ho gya

meri takdir haye kya karu

lut gayi takdir haye kya karu

meri takdir haye kya karu

lut gayi takdir haye kya karu

teer laga teer haye kya karu

lut gayi takdir haye kya karu

Explore this song