Roman script

tarpat bite tum bin ye raina, kab manoge parbhu mera kahna

rat aur din ka ye dukh sahna, do naino se aansu yu behna

garva lagao ke ab nahi chaina

tarpat bite tum bin ye raina, kab manoge parbhu mera kahna 

rat aur din ka ye dukh sahna, do naino se aansu yu bahna

parit ne kaisi ye agan lagayi, badti jaye wo agan lagyai

tumhre sang sang ab to rahna, garva lagao ke ab nahi chaina

tarpat bite tum bin ye raina, kab manoge parbhu mera kahna

jab se piya tose naina milaye, mere man me teri chhavi samaye

karti rehti hu mai teri kalpana, garva lagao ke ab nahi chaina

tarpat bite tum bin ye raina, kab manoge parbhu mera kahna

rat aur din ka ye dukh sahna, do naino se aansu yu bahna

darba lagao ke ab nahi chaina

tarpat bite tum bin ye raina, kab manoge parbhu mera kahna

Explore this song