Roman script

tadapti hai meri ashko me teri yad barso se

kiya kar dil hai dil ki dhadkane 

fariyad barso se

tammana ke diye dhundhla gaye hai 

ab to aa jao ab to aa jao

meri ankho me ansu aa gaye hai ab to 

aa jao ab to aa jao

bahare saikado guzari tumahri rah tak tak 

ke rah tak tak ke hum is tanhai se

ghabra gaye hai ab to aa jao

ab to aa jao

mujh dar hai ke seena fat na jaye 

aasmano ka aasmano ka

meri lali labo tak aa gai hai

ab to aa jao ab to aa jao

Explore this song