Roman script

taaza dahi le lo taaza dahi 

taaza dahi le lo taaza dahi 

budha bhi khaye bachcha bhi khaye 

khaye maze le ke raaja dahi 

taaza dahi le lo taaza dahi 

taaza dahi le lo taaza dahi 

bachcha khaye bada ho jaye 

rogi uth ke khada ho jaye 

bachcha khaye bada ho jaye 

rogi uth ke khada ho jaye 

vaidh dawai pichha chhode 

karde hatta katta dahi 

taaza dahi le lo taaza dahi 

taaza dahi le lo taaza dahi 

muh mein tumhare daant nahi hai 

pet mein baki aat nahi hai 

muh mein tumhare daant nahi hai 

pet mein baki aat nahi hai 

khaoge kaise roti boti

kha lo budhe baba dahi

taaza dahi le lo taaza dahi 

taaza dahi le lo taaza dahi 

budha bhi khaye bachcha bhi khaye 

khaye maze le ke raaja dahi 

taaza dahi le lo taaza dahi 

taaza dahi le lo taaza dahi

Explore this song