Roman script

sur ki gati main kya janu

ek bhajan karna janu

sur ki gati main kya janu

ek bhajan karna janu

arth bhajan ka bhi ati gehra

usko bhi main kya janu

arth bhajan ka bhi ati gehra

usko bhi main kya janu

prabhu prabhu prabhu karna janu

prabhu prabhu prabhu karna janu

naina jal bharna janu

sur ki gati main kya janu

gun gaye, gun gaye

prabhu nyay na chhode

fir kyon tum gun gaate ho

fir kyon tum gun gaate ho

main bola main prem deewana

main bola main prem deewana

itni baaten kya janu

sur ki gati main kya janu

ek bhajan karna janu

sur ki gati main kya janu

Explore this song