Roman script

sunsan rato me jab tu nahi aata

tere bina or lagta hai gahra ye sannata

sunsan rato me jab tu nahi aata

tere bina or lagta hai gahra ye sannata

ek tere liye duniya se muh mod ke

aa gayi hu mai bandhan sabhi tod ke

sara jiwan tere liye sajan tujhe kya pata

sunsan rato me jab tu nahi aata

tere bina or lagta hai gahra ye sannata

sunsan rato me jab tu nahi aata

tere bina or lagta hai gahra ye sannata

aa re aa bhi ja rasta hi bhulke

khel ja mere najro ke phul se

dulhan to mai bani teri ghunghta bhi tuhi utha

sunsan rato me jab tu nahi aata

tere bina or lagta hai gahra ye sannata

sunsan rato me jab tu nahi aata

tere bina or lagta hai gahra ye sannata

yug badal gaye mera badan tapa

aasuo ko bhi sajna na dhal ska

andhiyo me jal raha diya tere pyar ka

sunsan rato me jab tu nahi aata

tere bina or lagta hai gahra ye sannata

Explore this song